Thursday, January 29, 2015

Boond Boond Song Lyrics

3

Movie/album: Roy (2015)
Singers: Ankit Tiwari
Song Lyricists: A.K. Upadhyay
Music Composer: Ankit Tiwari
Music Director: Ankit Tiwari
Director: Vikramjit Singh
Music Label: T-Series
Starring: Ranbir Kapoor, Jacqueline Fernandez, Arjun Rampal, Shernaz Patel, Rajit Kapur, Anupam Kher
Release on: 13th February, 2015

Boond Boond Song Lyrics

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (9 votes, average: 4.33 out of 5)


Boond boond karke mujh mein girna tera
Aur mujh mein mujh se jyada hona tera
Boond boond karke mujh mein girna tera
Aur mujh mein mujh se jyada hona tera
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Main na bacha mujh mein toda saa bhi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi
Katra katra main jarun
Sharm se tere maru
Jism tera mom ka pigla doon
Karvate bhi tang ho raat bhar tu sang ho
Tere har ek ang ko sulgaa doon
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Main na bacha mujh mein toda saa bhi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi
Hone de kuchh galtiyaan
Rengati ye ungaliyaan
Jism ke tu darmiyaan thehra de
Lamha koi garm tu yaa ubhalti barf tu
Mujh pe ho jaa kharch tu yun aake
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Main na bacha mujh mein toda saa bhi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi.
Read more ...

Hanuman Chalisa Lyrics

3
Hanuman Chalisa Lyrics from Hanuman Returns

hanuman returns

Shri guru charan saroj raj nij mane mukure sudhaari
Varnao raghuvar vimal jasu jo daayaku phal chaari
Bal budhi vidya dehu mohe harahu kalesavikaar
Budhi hin tanu janike sumirau pavan kumaram Jai hanuman gyan gun saagar
Mahavir vikram bajrangi
Jai kapis tihun lok ujaagar Ram doot atulit bal dhaama Anjani-putra pavan sut naama
Haath vajra aur dhuvaje viraaje
Kumati nivaar sumati ke sangi Kanchan varan viraaj subesa Kaanan kundal kunchit kesaa Kandhe moonj janehu saaje
Prabhu charitra sunibe ko rasiya
Shankar suvan kesri nandan Tej prataap maha jag vandan Vidyavaan guni ati chaatur Raam kaaj karibe ko aatur Raam lakhan sita man basiya
Laaye sanjivan lakhan jiyaaye
Sukshma roop dhari siyahi dikhaava Vikat roop dhari lanka jalaava Bhima roop dhari asur sanghaare Ramachandra ke kaaj sanvaare Shri raghuvir harashi ur laaye
Naarad saarad sahit aheesa
Raghupati kinhi bahut badhaayi Tum mam priye bharat-hi sam bhaai Sahas badan tumharo yash gaave As kahi shripati kanth lagaave Sankadik brahmadi muneesa Yam kuber digpal jahan te
Leelyo tahi madhur phal jaanu
Kavi kovid kahi sake kahan te Tum upkaar sugreevahin keenha Ram milaay rajpad deenha Tumharo mantra vibheeshan maana Lankeshwar bhay sub jag jaana Yug sahastra jo jan par bhaanu
Tum rakshak kaahu ko darna
Prabhu mudrika meli mukh maahee Jaladhi langhi gaye achraj naahee Durgaam kaaj jagat ke jete Sugam anugraha tumhre tete Ram dware tum rakhvaare Hoat na agya binu paisare Sub sukh lahai tumhari sarna
Mann karam vachan dyan jo lavai
Aapan tej samhaaro aapai Teenhon lok haank te kanpai Bhoot pisaach nikat nahin aavai Mahaavir jab naam sunavai Naase rog harai sab peera Japat nirantar hanumant beera Sankat se hanuman chudavai Sab par raam tapasvee raaja
Us var deen janki maata
Tinke kaaj sakal tum saaja Aur manorath jo koi lavai Sohi amit jeevan phal pavai Charon yug partap tumhaara Hai persidh jagat ujiyaara Saadhu sant ke tum rakhwaare Asur nikandan ram dulhaare Ashta sidhi nav nidhi ke dhaata
Sankat kate mite sab peera
Raam rasaayan tumhare paasa Sada raho raghupati ke daasa Tumhare bhajan raam ko pavai Janam janam ke dukh bisravai Anth kaal raghuvir pur jayee Jahaan janam hari-bakht kahayee Aur devta chit na dharehi Hanumanth se hi sarve sukh karehi
Keejai das hrdaye mein dera
Jo sumirai hanumat balbeera Jai jai jai hanuman gosahin Kripa karahu gurudev ki nyahin Jo sat baar paath kare koyi Chutehi bandhi maha sukh hoyi Jo yah padhe hanuman chalisa Hoye siddhi sakhi gaureesa Tulsidaas sada hari chera
Ram lakhan sita sahita hrdaye basahu sur bhoopa
Pavantnayi sankat harana mangal murti roopa
Read more ...

Sunday, January 4, 2015

Tum Todo Na Dil Mera Lyrics - 'I' movie | A.R. Rahman

3

Tum Todo Na Dil Mera Lyrics - 'I' movie | A.R. Rahman, Ash King, Sunidhi Chauhan

Tum Todo Na from I
Tum Todo Na Dil Mera Lyrics from I (film): An intense song composed by A.R. Rahman and sung by Ash King & Sunidhi Chauhan while lyrics of Tum Todo Na are penned by Irshad Kamil.
Singers: Ash King, Sunidhi Chauhan
Lyrics: Irshad Kamil
Music: A.R. Rahman
Cast: Chiyaan Vikram, Amy Jackson
Music Label: T-Series

Tum Todo Na (Male) Lyrics

Na koi mausam tumse accha
O.. na koi manzar tumse accha
Haan rehna hai sang re..
Tum jo mile.. (tum jo mile)
Tu lagi zindagi ye nayi nayi
Ab na tum bin jee paaunga

Tum todo na dil mera
Nahi jeena yun tere bin (x6)

O tum bin main dekho toh
Kya se kya ho baitha
Tum ko jo khoya toh, khudko bhi kho baitha
Mujhko jo dhoonde, khudko main paa lunga
Main tere badle mein jannat bhi na lunga
Tum todo na dil mera...

Sapno ke bin aankhon ki jaise keemat koi na
Waise hoon main tere bin, meri chahat koi na
Dardon ke ek kehna hai
Saansein jisko kehta hoon
Teri soorat marham hai
Dooji raahat koi na

Chanda kaise haasil hoga ye bataa
Phoolon ka qisa se kya hai waasta
Tu na dekhna khwaab resham ke
Tere na aansu hai gham ke

Tum todo na dil mera
Nahi jeena yun tere bin (x2)

Tum todo na dil mera
Nahi jeena yun tere bin
Nahi jeena tere bina...

Bin tere bemaani hai meri zindagani
Na todo dil mera...





Read more ...

Friday, January 2, 2015

Dolly Ki Doli (Title Song) Lyrics - starring Sonam Kapoor

3

Dolly Ki Doli (Title Song) Lyrics - starring Sonam Kapoor

Dolly Ki Doli - Dolly Ki Doli
Dolly Ki Doli (Title Song) Lyrics from Dolly Ki Doli: The title track of Sonam Kapoor starrer Dolly Ki Doli, this one is sung by Divya Kumar & composed by Sajid-Wajid.
Singer: Divya Kumar
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Irfan Kamal
Music On: T-Series

Dolly Ki Doli Lyrics

Kamli ye dekho aasmaani pari
Sabko nachaye ye hai meethi chhuri

Ho kamli ye dekho aasmaani pari
Sabko nachaye ye hai meethi chhuri
Kivein * maar phir aankh maar
Kare sab pe jora jori
Arrey meethi, khatti khatti meethi
Papermint ki goli

Dhoom dhadake karti, bin piye hi chadhti
Allah khair kare, Maula khair kare
Jogi kar jaaye soorat bholi
Nik nik, nik nik, nik nik, nik nik..
Nik nik nik nikli Dolly ki Doli
Haaye nik nik nik nik nikli Dolly ki Doli
Chalte chalte ruklegi Dolly Ki Doli

Nain matakke, latke jhatke dekho iske
Nikli sajke choona na isey dekho bas isey
Phansegi khelegi chhoote hi ud jaayegi phurr se
Ajnabi si hai kareebi humsafar bhi par farebi

Dhoom dhadake karti, bin piye hi chadhti
Allah khair kare, Maula khair kare
Jogi kar jaaye soorat bholi
Nik nik, nik nik, nik nik, nik nik..
Nik nik nik nikli Dolly ki Doli
Haaye nik nik nik nik nikli Dolly ki Doli
Chalte chalte ruklegi Dolly Ki Doli

Yeh ibaadat par qazaa bhi
Yeh mohabbat par sazaa bhi
Ye jo chaahti hai le hi jaati hai
Hanske hansaake naino se churaake ye zindagi
Ye junoon bhi ye nasha bhi
Rubaroo bhi gumshuda bhi

Dhoom dhadake karti, bin piye hi chadhti
Allah khair kare, Maula khair kare
Jogi kar jaaye soorat bholi
Nik nik, nik nik, nik nik, nik nik..
Nik nik nik nikli Dolly ki Doli
Haaye nik nik nik nik nikli Dolly ki Doli
Chalte chalte ruklegi Dolly Ki Doli

Dolly Dolly Dolly Dolly..
Dolly Ki Doli!




Read more ...

PIDDLY LYRICS - SHAMITABH (singer: Amitabh Bachchan)

3

PIDDLY LYRICS - SHAMITABH (singer: Amitabh Bachchan)

Piddly from Shamitabh
Piddly Lyrics from Shamitabh: The song is sung by The Big B Amitabh Bachchan and composed by legendary Ilaiyaraaja with lyrics penned by Swanand Kirkire.
Singer: Amitabh Bachchan
Music: Ilaiyaraaja
Lyrics: Swanand Kirkire
Cast: Amitabh Bachchan, Dhanush, Akshara Haasan
Music Label: Eros Music

Piddly Lyrics

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade

Pagla hoon yaar ya pagla hai pyaar
Aise chalta hai ye karobaar
Pyaar ke saaye mein sab piddly hain yaar
Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein

Khili khili soorat teri
Uske aage sab hain piddly piddly
Mili mili aisi khushi
Iske aage sab hain piddly piddly

Lab ki lifaafon mein jo likhi hain marziyaan
Chhup ke se sun'ne mein hi hai mazaa
Lafzon ke kabjon mein jo chupi hain chaahatein
Aankhon se padhne mein hi hai nasha
Nashe ke saaye mein sab piddly hain yaar

Piddly si baatein kyun karti ho sharma ke
Piddly si baatein
Piddly iraade main sach karun aate jaate
Piddly iraade
Waade muraadein yeah hey...




Read more ...